Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeVanraj Bhatia
HomeVanraj Bhatia
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ek subah ek mod par maine kaha use rok kar ek subah ek mod par maine kaha use rok kar haath badha aye zindagi aankh mila ke baat kar haath badha aye zindagi aankh mila ke baat kar roz tere jeene ke liye ek subah mujhe mil jaati hai roz tere jeene ke liye ek subah mujhe mil jaati hai murjhati hai koi shaam agar to raat koi khil jaati hai main roz subah tak aata hoon aur roz shuru karta hoon safar haath badha aye zindagi aankh mila ke baat kar tere hazaaron chehron mein ek chehra hi mujhse milta hai tere hazaaron chehron mein ek chehra hi mujhse milta hai aankhon ka rang bhi ek saa hai aawaz ka ang bhi milta hai sach poochho to hum do judwaa hain tu shaam meri main teri sehar haath badha aye zindagi aankh mila ke baat kar ek subah ek mod par maine kaha use rok kar haath badha aye zindagi aankh mila ke baat kar haath badha aye zindagi aankh mila ke baat kar ek subah ek mod par maine kaha use rok kar maine kaha use rok kar maine kaha use rok kar
ishq ne todi sar pe qayaamat zore e qayaamat kya kahiye sunne waala koi nahin rudaad e mohabbat kya kahiye rudaad e mohabbat kya kahiye dil hai kisi ka raaz e haqiqat raaz e haqiqat kya kahiye hairat e jalwa mohar b lab hai jalwa e hairat kya kahiye jab se usne pher li nazren rang e tabaahi aaha na puchh aaha na puchh seena khaali ankhein veeraan dil ki haalat kya kahiye ek tajalli ek tabassum ek nighahen banda nawaaz iss se zyada ae ghum e jaana dil ki keemat kya kahiye kya kahiye kya kahiye sheesha e dil ho hasti e naazuk thes lagi aur toot gaya toot gaya us pe kisi ke teer e sitam ki mashk e siyaasat kya kahiye mashk e siyaasat kya kahiye
meri zindagi ki kashti tere pyaar ka sahaara meri zindagi ki kashti tere pyaar ka sahaara meri humsafar na ghabra nahin door ab kinaara nahin door ab kinaara meri zindagi ki kashti tu kahe to main bichha doon teri raah mein sitaare teri raah mein sitaare teri ek hansi ki khatir mujhe kya nahin gawaara mujhe kya nahin gawaara meri zindagi ki kashti tere pyaar ka sahaara meri zindagi ki kashti mera ishq ek tadap hai tera husn ek kashish hai tera husn ek kashish hai main safar hoon tu hai manzil main hoon mauj tu kinaara main hoon mauj tu kinaara meri zindagi ki kashti tere pyaar ka sahaara meri humsafar na ghabra nahin door ab kinaara nahin door ab kinaara meri zindagi ki kashti
mero gaam ka tha baare jahan dhoodh ki nadiyaan baahen jahaan koyal tohko gaayen maahre ghar angnaa na bhulo na mero gaam ka tha baare jahan dhoodh ki nadiyaan baahen jahaan koyal tohko gaayen maahre ghar angnaa na bhulo na hey maahre ghar angnaa na bhulo na main to dekhu thari vaat dina beete naahi raat kone kahun dil ni baat main to thaaki reeeee na main gayiyaan dhowaa jaaun na main paani bharwaa jaaun na main sukh chain paaun maahre ghar angnaa na bhulo na mero gaam ka tha baare jahan dhoodh ki nadiyaan baahen jahaan koyal tohko gaayen maahre ghar angnaa na bhulo na hey maahre ghar angnaa na bhulo na tame aa raya maahre gaam ab to chhodo naahi shaam ab to chhodo naahi shaam suno suno mone laage maahra man ne thes waaghe maahra gaan ho maahra gaan maahra gaam ab to chhodi jaayiyo na fari aavo maahre gaam o pardesiya o pardesiya o pardesiya mero gaam ka tha baare jahan dhoodh ki nadiyaan baahen jahaan koyal tohko gaayen maahre ghar angnaa na bhulo na hey maahre
more kanha kanha haaye more kanha jo aaye palat ke more kanha jo aaye palat ke ab ki holi main khelungi dat ke ho more kanha jo aaye palat ke ab ki holi main khelungi dat ke unke peechhe main chupke se jaa ke unke peechhe main unke peechhe main chupke se jaa ke unke peechhe main chupke se jaa ke ye gulaal apne tan pe laga ke ye gulaal apne tan pe laga ke rang dungi unhen main lipat ke ho rang dungi unhen main lipat ke ab ki holi main khelungi dat ke more kanha more kanha more kanha jo aaye palat ke ab ki holi main khelungi dat ke hoo oo ki unhone agar zora zori ki unhone agar zora zori zora zori zora zori ki unhone agar zora zori ki unhone agar zora zori ki unhone agar zora zori chheeni pichkari bayian marori haaye chheeni pichkari bayian marori gaariyan maine rakhi hain rat ke gaariyan ho gaariyan maine rakhi hain rat ke ab ki holi main khelungi dat ke more kanha jo aaye palat ke ab ki holi main khelungi dat ke ab ki holi main khelungi dat ke ab ki holi main
piya baaj pyaala peeya jaaye na piya baaj pyaala peeya jaaye na piya baaj ek din jiya jaaye na jiya jaaye na jiya jaaye na kitni piya bin saburi karoon kitni piya bin saburi karoon kiya jaaye amma kiya jaaye na piya baaj ek din jiya jaaye na jiya jaaye na jiya jaaye na qutub shaah na de mujhe deewane ko pand qutub shaah na de mujhe deewane ko pand deewane ko kuchh pand diya jaaye na piya baaj ek din jiya jaaye na jiya jaaye na jiya jaaye na jiya jaaye na
saawan ke din aaye sajanva aan milo aan milo barkha jiya tarsaaye sajanva aan milo aan milo doori sahi naa jaaye sajaniyaa yaad tumhari aaye sajaniyaa aan milo aan milo birha jiya tadpaaye sajanvaa aan milo sajaniyaa aan milo aan milo jaise ghata mein bijli chamke peer uthe mann mein tham tham ke peer uthe mann mein tham tham ke koi nahinnnnnnnn dheer bandhaye dheer bandhaye birha jiya tadpaaye sajanvaa aan milo yaad tumhari aaye sajaniyaa aan milo aan milo aag lagi hai thandi pawan mein chhaya dhuwan sa hai ankhiyan mein chhaya dhuwan sa hai ankhiyan mein jale koiiiiiiiiii tum bin haayee tum bin haaye birha jiya tadpaaye sajaniyaa aan milo aan milo yaad tumhari aaye sajanvaa aan milo aan milo doori sahi naa jaaye sajaniyaa yaad tumhari aaye sajanvaa aan milo aan milo saawan ke din aaye sajanva aan milo sajaniyaa aan milo aan milo aan milo aan milo aan milo
ghir aayin kaari ghata matwaari ghir aayin kaari ghata matwaari saawan ki aayi bahaar re saawan ki aayi bahaar re bela chameli ki kaliyaan chatak gayin bela chameli ki kaliyaan chatak gayin mehkat ban ki bayaar re mehkat ban ki bayaar re saawan ki aayi bahaar re saawan ki aayi bahaar re khil gaye hatheli pe mehndi ke boote khil gaye hatheli pe mehndi ke boote lachkat jhoolan se daaaar re dhaani chunar more sar pe naa thehre dhaani chunar mori sar pe naa thehre chudiyaan kare jhankaaaar re chudiyaan kare jhankaaaar re saawan ki aayi bahaar re saawan ki aayi bahaar re baadal beech bijuriyaa chamke baadal beech bijuriyaa chamke dhundhun main balma ki baaaanh re aadhi rain jab bole papihaa aadhi rain jab bole papihaa jiyaraa pe lagat qataaar re jiyaraa pe lagat qataar re saawan ki aayi bahaar re saawan ki aayi bahaar re angnaa mein bheeji atariyaa pe bheeji angnaa mein bheeji atariyaa pe bheeji bheeji sajanwaa ki seeeej re bheej gayi mori haaye kori chunariyaa bheej
tumhaare bin jee naa lage ghar mein tumhaare bin jee naa lage ghar mein balam ji tumse mila ke ankhiyaan balam ji tumse mila ke ankhiyaan tumhaare bin jee naa lage ghar mein badal gayi main to ek nazar mein badal gayi main to ek nazar mein balam ji tumse mila ke ankhiyaan tumhaare bin jee naa lage ghar mein ye tumne kaisa dikhayaa sapnaa main pichhe sab chhod aayi apna pichhe sab chhod aayi apna khadi hoon rango ke ek nagar mein badal gayi main to ek nazar mein badal gayi main to ek nazar mein balam ji tumse mila ke ankhiyaan tumhaare bin jee naa lage ghar mein chubhan si hai dil mein pyaari pyaari hai meethi meethi si beqaraari meethi meethi si beqaraari jalan suhaani si hai jigar mein badal gayi main to ek nazar mein badal gayi main to ek nazar mein balam ji tumse mila ke ankhiyaan tumhaare bin jee naa lage ghar mein tumhaare bin jee naa lage ghar mein tumhaare bin jee naa lage ghar mein balam ji tumse mila ke ankhiyaan tumhaare bin jee naa lage ghar mein jee naa
zabaanen zabaanen badalte hain har aan khubaa aan khubaa zabaanen badalte hain ye sab kuchh hain bigde zamaane ki baaten bigde zamaane ki baaten zabaanen zabaanen zabaanen zabaanen badalte hain hume gairon kavaa se kya guftagu hai chali jaati hai ye sunaane ki baaten sunaane ki baaten bigad bhi chuke yaar haaye bigad bhi chuke yaar se hum to yaaro karo kuchh ab usse karo kuchh ab usse karo kuchh ab usse usse banaane ki baaten zabaanen zabaanen zabaanen badalte hain kiya sair kal maine deewaane majnu kiya sair kal maine deewaane majnu deewaane majnu khush aai bahut ho ho oo khush aayi bahut us deewaane ki baaten deewaane ki baaten deewaane ki baaten deewaane ki baaten us deewaane ki baaten zabaanen zabaanen zabaanen badalte hain har aan khubaa aan khubaa zabaanen badalte hain zabaanen zabaanen zabaanen zabaanen badalte hain
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ek Subah Ek Mod Par Hip Hip Hurray (1984) 03:51 18520
 
Poster of Hip Hip Hurray (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Vanraj Bhatia
Singer- 
K J Yesudas
On Screen Actors- 
Raj Kiran
Duration : 03:51   Song Number : 18520   

Ishq Ne Todi Sar Pe Junoon (1978) 04:47 40421
 
Poster of Junoon (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Jigar Moradabadi
Music Director- 
Vanraj Bhatia
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor
Duration : 04:47   Song Number : 40421   

Meri Zindagi Ki Kashti Bhumika (1977) 03:40 38269
 
Poster of Bhumika (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Music Director- 
Vanraj Bhatia
Singer- 
C H Atma
Duration : 03:40   Song Number : 38269   

Mero Gaam Ka Tha Baare Manthan (1976) 06:30 13682
 
Poster of Manthan (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Neeti Sagar
Music Director- 
Vanraj Bhatia
Singer- 
Preeti Sagar
On Screen Actors- 
Girish Karnad, Shabana Azmi
Duration : 06:30   Song Number : 13682   

More Kanha Jo Aaye Sardari Begum (1996) 03:31 36486
 
Poster of Sardari Begum (1996)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1996
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Vanraj Bhatia
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Kirron Kher, Rajit Kapoor, Smriti Mishra
Duration : 03:31   Song Number : 36486   

Piya Baaj Pyala Piya Jaye Na Nishant (1975) 03:45 18438
 
Poster of Nishant (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Music Director- 
Vanraj Bhatia
Singer- 
Preeti Sagar
On Screen Actors- 
Shabana Azmi, Naseeruddin Shah
Duration : 03:45   Song Number : 18438   

Saawan Ke Din Aaye Sajanva Bhumika (1977) 03:43 15147
 
Poster of Bhumika (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Vanraj Bhatia
On Screen Actors- 
Smita Patil
Duration : 03:43   Song Number : 15147   

Saawan Ki Aayi Bahaar Junoon (1978) 04:12 12301
 
Poster of Junoon (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Yogesh
Music Director- 
Vanraj Bhatia
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Jenifar Kendal, Others
Duration : 04:12   Song Number : 12301   

Tumhaare Bin Jee Naa Bhumika (1977) 04:07 12913
 
Poster of Bhumika (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Vanraj Bhatia
Singer- 
Preeti Sagar
On Screen Actors- 
Smita Patil, Amol Palekar
Raag- 
Todi
Duration : 04:07   Song Number : 12913   

Zabaanen Badalte Hain Mandi (1983) 03:50 17646
 
Poster of Mandi (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Mir Taqi Mir
Music Director- 
Vanraj Bhatia
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Smita Patil
Duration : 03:50   Song Number : 17646   
Karaoke Songs of vanraj bhatia, Sad Songs of vanraj bhatia, Love Songs of vanraj bhatia, Dance Songs of vanraj bhatia, Hip-hop songs of vanraj bhatia, Best songs of vanraj bhatia, Super hit songs of vanraj bhatia, hit songs of vanraj bhatia, duet songs of vanraj bhatia, solo songs of vanraj bhatia, old songs of vanraj bhatia, famous songs of vanraj bhatia, Hindi Karaoke Songs of vanraj bhatia, Hindi Sad Songs of vanraj bhatia, Hindi Love Songs of vanraj bhatia, Hindi Dance Songs of vanraj bhatia, Hindi Hip-hop songs of vanraj bhatia, best Hindi songs of vanraj bhatia, super hit Hindi songs of vanraj bhatia, hit Hindi songs of vanraj bhatia, duet Hindi songs of vanraj bhatia, solo Hindi songs of vanraj bhatia, old Hindi songs of vanraj bhatia, famous Hindi songs of vanraj bhatia, Sing Along Songs of vanraj bhatia, Sing Along Sad Songs of vanraj bhatia, Sing Along Love Songs of vanraj bhatia, Sing Along Dance Songs of vanraj bhatia, Sing Along Hip-hop songs of vanraj bhatia, Sing Along Best songs of vanraj bhatia, Sing Along Super hit songs of vanraj bhatia, Sing Along hit songs of vanraj bhatia, Sing Along duet songs of vanraj bhatia, Sing Along solo songs of vanraj bhatia, Sing Along old songs of vanraj bhatia, Sing Along famous songs of vanraj bhatia